People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Tanpe Lagti Kaanch
Music: Sharang Dev
Lyricist: Gulzar
Album: Aastha
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aastha-In-The-Prison-Of-Sprin
jise tum bhatkane kahti ho na mansi
mai use or janne ki talash kahta hu ek or janne ki talash
mai is jami pe bhatkata hu kitni sadiyo se
gira waqt se kat ke lamha uski tarah
watan mila to gali ke liye bhatkta raha
gali me ghar ka nishan dhundhta raha barso
tumhari ruh me ab jism me bhadakta hu mai
tumhi se janmu to ab shayad mujhe panah mile

kaach ki bunde hu hu tan pe lagti
kaach ki bunde man pe lage to jane tan pe lagti

kaach ki bunde man pe lage to jane
tan pe lagti kaach ki bunde man pe lage to jane

barf se thandi aag ki bunde dard chuge to jane
tan pe lagti kaach ki bunde man pe lage to jane

lal sunhari chingari si lal sunhari chingari si bele jhulti rahti hai
lal sunhari chingari si bele jhulti rahti hai
bahar gulmohar ki lapte bahar gulmohar ki lapte dil me uge to jane
tan pe lagti kaach ki bunde man pe lage to jane

barish lambe lambe hatho se jab aakar chhuti hai

ye lo ban si sanse ye lo ban si thodi der ruke to jane
tan pe lagti kaach ki bunde man pe lage to jane
barf se thandi aag ki bunde barf se thandi aag ki bunde
dard chuge to jane
tan pe lagti kaach ki bunde man pe lage to jane
labo se chum lo
Music: Sharang Dev
Lyricist: Gulzar
Album: Aastha
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aastha-In-The-Prison-Of-Sprin
labo se chum lo, ankho se tham lo mujhko

tumhi se janmu to shayad mujhe panah mile

do saundhe saundhe se jism jis waqt ek muthhi me so rahe the
bata to us waqt mai kaha tha, bata to us waqt tu kaha thi
mai arju ki tapish me pighal rahi thi kahi

tumhare jism se hokar nikal rahi thi kahi
bade hasin the, bade hasin the jo rah me gunah mile
tumhi se janmu to shayad mujhe panah mile
tumhi se janmu to shayad mujhe panah mile
labo se chum lo, ankho se tham lo mujhko

tumhari lau ko pakadke jalne ki arju me
jab apne hi ap se lipat ke sulag raha tha
bata to us waqt mai kaha tha, bata to us waqt tu kaha thi
tumhari ankho ke
tumhari ankho ke sahil se dur dur kahi
tumhari ankho ke sahil se dur dur kahi
mai dhundti thi mile khushbuo ka nur kahi
wahi ruki hu, wahi ruki hu jaha se tumhari rah mile